Friday, 14 February 2014

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah... Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah... Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah... Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yoon Laga... Pyassi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Badal Ki...

Apne Hothon Par Sajana Chahta Hoon

Apne Hothon Par Sajana Chahta Hoon  Apne Hothon Par Sajana Chahta Hoon Aa Tujhe Mein Gun-Gunana Chahta Hon Koi Aansoo Tere Daman Par Gira Kar Boondh Ko Moti Banana Chahta Hon Thak Gaya Mein Karte Karte Yaad Tujhko Abh Tujhe Mein Yaad Aana Chahta Hon Jo Bana...

Thursday, 13 February 2014

Ajab Khal-o-Khadd The

Ajab Khal-o-Khadd The Ajab Khal-o-Khadd The Sitara Si Ankhen Sharara Se Labb Aur Sahiffa Sa Chehra Badan...Ek Chaman Sa Chaal....Bad-e-Saba Baat...Khushboo Muhabbat....Buhat Gehri Asoodgi Fasl-e-Gull Ki Magr Aaj Wo Khad-o-khaal Dekh Kar Sochtaa Hon Ke Meri Basaarat...

Kahin ISHQ ki Dekhi Ibtida

Kahin ISHQ ki Dekhi Ibtida Kahin ISHQ ki Dekhi Ibtida Kahin ISHQ ki Dekhi Intiha Kahin ISHQ  Sooli pe Charh gya Kahin ISHQ ka Nezy pe Sir gya Kahin ISHQ Sajdy me gir gya Kahin ISHQ Sajdy se phir gya Kahin ISHQ Dars-e-wafa bana Kahin ISHQ Husn-e-ada bana Kahin...

Samandar Sary Sharab Hoty Tu Socho Kitny Fasad Hoty,

Samandar Sary Sharab Hoty Tu Socho Kitny Fasad Hoty Samandar Sary Sharab Hoty Tu Socho Kitny Fasad Hoty Gunah Na Hoty Sawab Hoty Tu Socho Kitny Fasad Hoty  Kisi Ke DiL Mein Kya Chupa Hy Bus Khuda Hi Janta Hy  DiL Agar Be-Naqab Hoty Tu Socho Kitny Fasad Hoty Thi...

Kia Sarokar Hamen Ronaq-e-Bazar Ke Sath

Kia Sarokar Hamen Ronaq-e-Bazar Ke Sath Kia Sarokar Hamen Ronaq-e-Bazar Ke Sath Hum Alag Bethe Hain Dast-e-Hunar Asaar Ke Sath Ae Mere Dost.!! Zara Dekh Main Hara To Nahi Mera Sarr Bhi To Para Hai Meri Dastaar ke sath Waqt Ye Khud Hi Batye Ga Ke Main Zinda Hon Kab...

Jis Simt Bhi Dekhoon Nazar Aata Hai Ke Tum Ho

Jis Simt Bhi Dekhoon Nazar Aata Hai Ke Tum Ho  Jis Simt Bhi Dekhoon Nazar Aata Hai Ke Tum Ho  Ae Jaan-e-Jahaan Ye Koi Tum Sa Hai Ke Tum Ho  Yeh Khwaab Hai, Khushbo Hai Ke, Jhonka Hai ke, Pal Hai  Yeh Dhund Hai, Baadal Hai, Ke Saayaa Hai, Ke Tum Ho  Is...

Ek Chota Sa Larka Tha Main Jin Dinon

Ek Chota Sa Larka Tha Main Jin Dinon Ek Chota Sa Larka Tha Main Jin Dinon Ek Melay Main Pohncha Hmakta Howa Je Machalta Tha Ek Ek Shay Par Magar Jaib Khali The Kuch Moal Lay Na Saka Laut Aya Leay Hasratain Saink-roon Ek Chota Sa Larka Tha Main Jin Dinon Khair Mehroomion...

Phire reh se wo yahan aate aate

Phire reh se wo yahan aate aate Phire reh se wo yahan aate aate Ajal Mar Gayi Tu Kahan aate aate Mujhe Yad Karne Se Ye Mudd-aa Tha Nikal Jaye Dum HichkiyaaN aate aate Na Janaa Ke Duniya Se Jata Hai Koi Bahut Dair Ki Meharbaan aate aate Kalejaa Mere Munh Ko Ayega...

Barabar Se Bach kar Guzar Jaane Wale

Barabar Se Bach kar Guzar Jaane Wale Barabar Se Bach kar Guzar Jaane Wale Ye Naale Nahi Be-asar Jaane Wale Muhabbat Mein Hum To Jiye Hain Jiyenge Wo Honge Koi Aur Mar Jaane Wale Mere Dil Ki Be-tabiyaan Bhi Liye Jaa Dabe Paaon Mounh Pher Kar Jaane Wale Nahin Jaante...

Dil Ishq Mein Be-Payan, Sauda Ho Tu Aisa Ho

Dil Ishq Mein Be-Payan, Sauda Ho Tu Aisa Ho Dil Ishq Mein Be-Payan, Sauda Ho Tu Aisa Ho Dariya Ho Tu Aisa Ho, Sehra Ho Tu Aisa Ho.. Ham Sey Nahi Rishta Bhi , Hum Se Nahi Milta Bhi  Hai PasS Wo Betha Bhi, Dhoka Ho Tu Aisa Ho ...  Woh Bhi Raha Begana, Hum...

Main Khayal hoon kisi aur ka, mujhe sochta koi aur hai

Main Khayal hoon kisi aur ka, mujhe sochta koi aur hai Main Khayal hoon kisi aur ka, mujhe sochta koi aur hai Sar-e-ayina mera aks hai, pas-e-ayina koi aur hai.. Main kisi ke dast-e-talab mein hon, to kisi ke harf-e-dowa mein hon Main Naseeb Hon Kisi Aur Ka, Mujhe Mangta...

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain Lyrics

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate...

Justajoo jis ki thi us ko to naa paayaa hum ne Lyrics

Justajoo jis ki thi us ko to naa paayaa hum ne Justajoo jis ki thi us ko to naa paayaa hum ne Is bahaane se magar dekh li duniyaan hum ne Tuz ko rusawaa naa kiyaa, khud bhi pashemaan n huye Ishk ki rasm ko, is tarah nibhaayaa hum ne Kab mili thi, kahaa bichhadi thi,...

Sunday, 9 February 2014

Crossing the Bar

Crossing the Bar Crossing the Bar...!!! Sunset and evening star,   And one clear call for me! And may there be no moaning of the bar,   When I put out to sea, But such a tide as moving seems asleep,     Too full for sound and foam, When that which...

Saturday, 8 February 2014

Pa Ranra Bandi Mayan Yam

Pa Ranra Bandi Mayan Yam Ghani Baba Pa Ranra Bandi Mayan Yam Da Tiyroo Na, Na Yare Gham Za Khpeman Paa Gunah Na Yaam Khu Pay Na Ghaweera Kegam Paroon Thukham Om Nan Gul Yaam Saba Bia Ba Khura Kigam Za Da Baad Yawa Chapa Yaam Da Sahra Pa Bagh Tayree Gam Cha Pa Lara...

Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho lyrics

Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho lyrics Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho Kya Gham Hai Jis Ko Chupa Rahe Ho Aankhon Mein Nami Hansi Labon Par Kya Hal Hai Kya Dekha Rahe Ho Kya Gham Hai Jis Ko Chupa Rahe Ho Tum Itna Kyon Muskura Rahe Ho Ban Jayenge Zeher Peete Peete Ye...

Yahi Tohfa Hai Yahi Nazrana

Yahi Tohfa Hai Yahi Nazrana Kaifi Azmi Yahi Tohfa Hai Yahi Nazrana Main Jo Aawara Nazar Laya Hun Rang Mein Tere Milane Ke liye,  Qatara-e-Khoon-e-Jigar Laya Hun Ae Gulaboon Ke Vatan,  Pehle Kab Aaya Hun Kuch Yaad Nahi Lekin Aaya Tha Qasam Khata Hun ,  Phool...

Uth Meri Jaan Mere Saath Hi Chalna Hai Tujhe

Aurat Uth Meri Jaan Mere Saath Hi Chalna Hai Tujhe Uth Meri Jaan Mere Saath Hi Chalna Hai Tujhe Qalb-e-Mahool Mein Larzaann Sharar-e-Jang Hain Aj Hously Waqt Ke Aur Zeest Ke Yak-rang Hain Aj Aab-geenon Mein Tapaan Walwale-e-Sang Hain Aj Hussn Aur Ishq Ham Aawaaz-o-Hum-ahang...

Dasht e tanhai Mein

Dasht e tanhai Mein  Dasht e tanhai Mein  Aye Jaan e Jahan Larzaan Hai  Teri Aawaz Ke Saaye  Tere Honton Ke Seraab  Dasht e  tanhai Mein  Doori Ke Khas-o-khaak Taley Khil Rahe Hain Tere Pehlu Ke Saman Aur Gulab  Uth Rahi...

Bhari Mehfil Main Tujhe Dekhte Rahe Kisi Ko Shakk Bhi Na howa

Bhari Mehfil Main Tujhe Dekhte Rahe Kisi Ko Shakk Bhi Na howa Tera Jate Howe Mur Mur Kar Dekhna Mujhe Badnam Kar Giya ...

Betaabi-e-Mohabbat, Waja-e-Sukoon-e-Gham Hai

Betaabi-e-Mohabbat, Waja-e-Sukoon-e-Gham Hai Betaabi-e-Mohabbat, Waja-e-Sukoon-e-Gham Hai Aaghosh-e-Muztarab Main Khawabida Hain Baalain Aashaar Ban Ke Nikleen Jo Seena Jigar Se Sab Hussan-e-Yaar Ki Theen, Be-Sakhta Adaain ...

Hai Mere Gird Kassrat-e-Shehar-e-Jafa Parast

Hai Mere Gird Kassrat-e-Shehar-e-Jafa Parast Hai Mere Gird Kassrat-e-Shehar-e-Jafa Parast Tanha Hon, Is Liye Hon Main Ana Parast Sehan-e-Bahar Gull Main Kuff-e-Gull Farosh Hai Shaam-o-Wasaal Yar Main Dast-e-Hina Parast Tha Ibtadaye Shoq Main Aram-e-Jaan buhat Par...

Aarzooye Bahar Laa-Hasil,

Aarzooye Bahar Laa-Hasil Ishq Naa Paidar Na-Hasil Qaid Fitrat Main Hai To Hai Parwane Tera Hona Nisaar La-Hasil Be-shifaat Agar Burooon Ke Liye Naikiyon Ka Shamar La-Hasil Dil Dunya Hai Sang-e-Mar Mar Ka Laakh Karlo pukar La-Hasil Shair O Gul Main Dhale Asad lamhe Kab...

Wo Firaaq Aur Wo Wesaal Kahan

Wo Firaaq Aur Wo Wesaal Kahan Wo Firaaq Aur Wo Wesaal Kahan Wo Shab-o-Roz Mah-o-Saal Kahan Fursat-e-Karbor-e-Shooq Kese Zouq-e-Nizare Jamal Kahan Dil To Dil Wo Damag Bhi Na Raha Shoor-e-Sodaye Khat-o-Khaal Kahan Thi Wo Ek Shaks Ke Tasawar Se Ab Wo Ranaai Khayal...

Main Ghuttaa Ja Raha Hon Dhere Dhere

Main Ghuttaa Ja Raha Hon Dhere Dhere Main Ghuttaa Ja Raha Hon Dhere Dhere Mujhe Us Ki Kami Khane Lagi hai 2 lines poetry, shairi...

Dil Hi To Hai Na Sang-o-Khisht, Dard Se Bhar Na Aye Kun

Dil Hi To Hai Na Sang-o-Khisht, Dard Se Bhar Na Aye Kun Dil Hi To Hai Na Sang-o-Khisht, Dard Se Bhar Na Aye Kun Royeen Ge Hum Hazar Bar, Koi Hamen Sataye Kun Dair Nahi Jurm Nahi, Dar Nahi Astaaan Nahi Bethe Hain Rah-guzar Pe Hum, Koi Hamen Uthaye Kun Jab Wo Jamal...

Dil Pe Heerat Ne Ajab Rung Jama Rakha Hai Hamd Naat

Hamd Naat Dil Pe Heerat Ne Ajab Rung Jama Rakha Hai Dil Pe Heerat Ne Ajab Rung Jama Rakha Hai Ek Uljhi Howi TAsveer Bana Rakha Hai Kuch Samajh Main Nahi Ata Ke Ye Chakar Kia Hai Khel Kia Tum Ne Ye Azal Se Racha Rakha Hai Rooh Ko Jism Ke Pinjre Ka Bana Kar Qaidi  Is...

Friday, 7 February 2014

Us ne Phool Bheje Hain,

Us ne Phool Bheje Hain, Us ne Phool Bheje Hain,  Phir Meri Ayadat Ko,  Ek Ek Patti Main,  Un Laboon Ki Narmi Hai,  Un Jameel Hathon Ki,  Khush-gawar Hiddat Hai,  Un Lateef Sansoon Ki,  Dilnawaz Khushbo Ki,  Dil Main Phool Khilte...

Hum Jo Gaate Chale Gaye Honge

Hum Jo Gate Chale Gaye Hon Ge Hum Jo Gaate Chale Gaye Honge Zakham Khate Chale Gaye Hon ge Tha Sittam Bar Bar Ka Milna Log Bhate Chale Gaye Hon Ge Door Talak Baagh Uski Yaadoon Ke LehLahate Chale Gaye Hon Ge Dasht Ashaftagi Main Khak Basar Khaak Urrate Chale Gaye...

Ishq Main Naam Kar Gaye Hoon Ge

Ishq Main Naam Kar Gaye Hoon Ge Ishq Main Naam Kar Gaye Hoon Ge Joo Tere Gum Main Mar Gaye Hon Ge Ab Wo Nazreen Idhar Nahi Uthti Hum Nazar Se Utar Gaye Hoon Gaye Hon Ge Kuch Fizaaon Main Intshaar Sa Hai Un Ke Geesoo Bikhar Gaye Hon Ge Noor Bikhraa Hai Raah Guzaroon...

Mujhe Khud Apni Nahi Uss ki Fikar La-Haq Hai

Mujhe Khud Apni Nahi Uss ki Fikar La-Haq Hai Mujhe Khud Apni Nahi Uss ki Fikar La-Haq Hai Bicharne Wala Bhi Mujh Saa Hi Be-Sahara Tha 2 lines poetry, shairi...

Gaye Dino Ka Suraag Le Kar Kidhar Se Aya Kidhar Giya Wo

Gaye Dino Ka Suraag Le Kar Kidhar Se Aya Kidhar Giya Wo ...

Shehar Yaroo Ke Ghazab Se Nahi Darte Yaroo

Shehar Yaroo Ke Ghazab Se Nahi Darte Yaroo Shehar Yaroo Ke Ghazab Se Nahi Darte Yaroo Hum Asoolon Ki Tajjarat  Nahi Darte Yaroo Khoon-e-Hassrat Hi Sahi, Khon-e-Tamana Hi Sahi In Kharaboon Main Koi Rung To Bharte Yaroo Phir To Har Khaak Nasheen Arshe Bareen Par...

Na Hota Aqal Ka Jhagra Na Hote Kher-o-Sharr Paida

Hafiz Basar Na Hota Aqal Ka Jhagra Na Hote Kher-o-Sharr Paida Agr Dunya Main Kar Deta Khuda Sare Hi Khurr Paida Yaqeen Kese Na Aye Jins-e-Insaan Ke Badalne Ka  Chunne Howe The MAin Ne Hogai Mattar Paida Kabhi London Kabhi Bharat Kabhi America Ho Aon Wazarat Do...

Main To Khuda Ke Sath Hon, Tum Kis Ke Sath Ho

Main To Khuda Ke Sath Hon, Tum Kis Ke Sath Ho.?? Main To Khuda Ke Sath Hon, Tum Kis Ke Sath Ho.?? Har Lamha "Laa" Ke Sath Hon,  Tum Kis Ke Sath Ho.?? Mujh Ko Baqay-e-Eesh-e-Tohham Nahi Qubool Main To Fana Ke Sath Hon, Tum Kis Ke Sath Hoo?? Main Hoon Bhi Ya...

Tuesday, 4 February 2014

Dil Yeh Bhi Chahta Hai Hijjraan Ke Mausamon Main

Dil Yeh Bhi Chahta Hai Hijjraan Ke Mausamon Main Dil ye bhi chahta hai ke hijjraan ke mausmon main kuch qurbaton ki baten hum door paar bhejen dil ye bhi chahta hai ke un pholoon se laboon ko dast-e-saba pe rakh kar shabnam ka haar bheje Dil yeh bhi chahta hai us jan-e-shairi...

Saari Dunya Ke Gum Hamare Hain

Saari Dunya Ke Gum Hamare By John Elia Saari Dunya Ke Gum Hamare Hain Aur Sitam Ye Ke Hum Tumhare Hain Dil-e-Barbad Ye Khayal Rahe Us Ne Geesuo Nahi Sanware Hain Un Rafeeqon Se Sharam Ati Hai Jo Mera Sath Dy Ke Hare hain Aur Tu Hum Ne Kya Kia Ab Talak.?? Yeh...

Vegan Ka Safar By Asad Jaffri

Vegan Ka Sadaf  By Asad Jaffri  ...

Sunday, 2 February 2014

Is Taraf Bhi Karam Ae Rashk-e-Shehanshaa Karna

Is Taraf Bhi Karam Ae Rashk-e-Shehanshaa Karna,...

Wo Ke Jo Rakhta Hai Adhaa Nan Khane Ke Liye

Wo Jo Rakhta Hai Adha Naan Khane Ke Liye Wo Jo Rakhta Hai Adha Naan Khane Ke Liye Aur Ek Kaatiya Bhi Hai Sar Ko Chupane Ke Liye Wo Na Khadim Hai Kisi Ka Aur Na Makhdoom Hai Qabil-e-Rashk-o-Muhabbat Hai Zamane Ke Liy...

Shairro Dard Likhte Raho

Shairro Dard Likhte Rah...

Youn Hi To Nahi Ishq Main Sar-Mast Howi Main

Youn Hi To Nahi Ishqq Main Sar-Mast Howi Main Youn Hi To Nahi Ishqq Main Sar-Mast Howi Main Ek Rooh Meri Rooh Main Tehleel Howi Ha...

Main Kitni Waraftgi Se Usko Suna Raha Tha

Main Kitni Waraftgi Se Usko Suna Raha Th...

Musafat Dil Ki Thi Soo Jadah Mushkil Passand Aya

Musafat Dil Ki Thi Soo Jadah Mushkil Passand Aya ...

Tere khushboo mein base khat main jalata kaise

Tere khushboo mein base khat main jalata kaise Tere khushboo mein base khat main jalata kaise Pyaar mein dube huye khat main jalata kaise Tere haathon ke likhe khat main jalata kaise Tune duniya ki nigahon se jo bach kar likhe Saal ha saal mere naam baraabar likhe Kabhi...

Leela Mere Peeche Hai To Lubna Mere Age

Leela Mere Peeche Hai To Lubna Mere Age Leela Mere Peeche Hai To Lubna Mere Age Hota hai Shab-o-Roz Hi Jhagra Mere Age Kal Jis Ne Rachai Thi Bari Dhoom Se Shaadi Rota Hai Ab Din Rat Wo Dulha Mere Age Tezi Se Main Garri Bhala Kese Guzaron Khothaa Mere Piche hai To Rikshaw Mere...

Chithi Na Koi Sandesh

Chithi Na Koi Sandesh Chithi Na Koi Sandesh Jaane Woh Kaun Sa Desh Jahan Tum Chale Gaye Is Dil Pe Lagaa Ke Thes Jaane Woh Kaun Sa Desh Jahan Tum Chale Gaye... Ek Aah Bharee Hogi Humne Na Sunee Hogi Jaate Jaate Tumne Aawaz To Di Hogi Har Waqt Yehi Hai Gham Us Waqt...

Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga

Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski...

Mujay awaz de laina

Mujay awaz de laina Mujay awaz de laina Kabi jab ankh chalke to Kabi jab dil na sambhle to Mujay awaz de laina Kabi jab dur ho koi Bohat majbur ho koi Koi awaz na day to Mujay awaz de laina Koi ansu na ponche to Koi hansnay se roke to Koi tum ko sataye to Mujay...

meri hasrat k janazy ko uthany waly

meri hasrat k janazy ko uthany waly meri hasrat k janazy ko uthany waly, kitny bedard hain yeh loag zamany waly, koi apna nahi matlab ki hai yeh dunya sari, ab kahan milty hain woh yar purany waly, main dua go hon sada nendain mubarik tum ko, hijar ka dard dy k muj...

Baat Kuch Din Ki Hai Mausam Tu Badal Jane Dy

Bat Kuch Din Ki Hai Mausam To Badal Jai Ga Bat Kuch Din Ki Hai Mausam To Badal Jai Ga Teri Ankhon Ke Liye Khawaab Nayee Laon Ga 2 Lines Poetry, Shair...

Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha

Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha, Koi chehra tha magar chaand ki tamseel mein tha, Yaad karta hu kahan bhool k aya hu usay, Aisa hi aks meri soch ki zambeel mein tha, Baat kia thi ye mujhe achi tarah yaad nahi, Haan...

Mosam-e-hijar k lamhaat koi kiya janay

Mosam-e-hijar k lamhaat koi kiya janay Mosam-e-hijar k lamhaat koi kiya janay Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay, Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi, Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay,Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain,Mere ansuu mere jazbat koi kiya...

Shaadi Ke Bad Shair Howe Hain Kamal Ke

Shaadi Ke Bad Shair Howe Hain Kamal Ke Shaadi Ke Bad Shair Howe Hain Kamal Ke Urdu Darust Hogai Begum Ko Paal Ke Moun Dho Ke Pehli Bar Jo Ayi Wo Samne Matlab Samajh Giya Main Urooj-o-Zawaal K...

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi...

Koi tumse poche kaun hoon main

Koi tumse poche kaun hoon main Koi tumse poche kaun hoon main, Tum keh dena koi khaas nahi. Ek Rishta hai kaccha pakka sa, Ek jhooth hai aadha saccha sa. Jazbaat ko dhampe hai ek parda, bas Hai Ek bahana accha sa. Jeevan ka aisa saathi hai, Jo door Na ho ke pass...

Barsaat ke mausam main lyrics

Barsaat ke mausam main Najaiz Movie Lyric Barsaat ke mausam main tanhai ke aalam main main ghar sey nikal aaya botal bhi utha laaya abhi zinda hoon to jee leney jee leney do bhari barsaat main pee leney do mujhey tukado main nahi jeena hai katra katra toh nahi peena...

Ankhon Ka Hai Faraib Ya Aks Jamal Hai

Ankhon Ka Hai Faraib Ya Aks Jamal Hai Ankhoon Ka Hai Fareeb Ya Aks-e-Jamaal Hai Ati Hai Kun Nazar Teri Soorat Jaga Jag...

Hai jo lahu mera, behta chala

Hai jo lahu mera, behta chala Dekho junoon mera, kehta chala Khaabon ka tha makaan jo dehta chala Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main rahaa  Khwabon ka tere qissa hoon Tera hi toh main hissa hoon Mujhko na kar yun juda Meri jagah teri nigaahon mein Ho...

Junoonn Ki Yaad Manao Ke Jashan Ka Din Hai

Junoonn Ki Yaad Manao Ke Jashan Ka Din Hai Junoonn Ki Yaad Manao Ke Jashan Ka Din Hai Saleeb-o-Daar Sajao Ke Jashan Ka Din Hai Tarb Ki Bazam Hai BAdlo Diloon Ke Perahan Jigar Ke Chaak Silao Ke Jashan Ka Din hai Tanak Mizaj Hai Saaqi Na Rang-e-Mee Dekho Bhare Jo Sheesha,...

Ek Jism Main Ek Admi Hota Nahi Janab

Ek Jism Main Ek Admi Hota Nahi Janab Ek Jism Main EK Admi Hota Nahi Janab Har Shakhs, Shakhsiyat Hai Mehsoos To Kar...

Saturday, 1 February 2014

Jan Qurban Karon Us Rukh-e-Zeba Pe Naseer

Jan Qurban Karon Us Rukh-e-Zeba Pe Naseer Jan Qurbazn Karon Us Rukh-e-Zeba Pe "Naseer" EK Jhalak Muj Ko Jo Nazar Aye Jo Ate Jat...

Main Ne Ek Shakhs Ke Tajasus Main

Main Ne Ek Shakhs Ke Tajasus Main Main Ne Ek Shakhs Ke Tajasus Main Jane Kis Kis Se Rabta Rakhaa 2 lines poetry, shair...

Is Qadar Pyar Se Ae Jan-e-Jahan Rakha Hai Faiz Ahmad Faiz

Is Qadar Pyar Se Ae Jan-e-Jahan Rakha Hai Is Qadar Pyar Se Ae Jan-e-Jahan Rakha Hai Dil Ke Rukhsaar Pee Is Waqt Teri Yaad Ne Hath Faiz Ahmad Fai...

Ashk tarr Qatra-e-Khoon Lakht-e-Jigar Para Dil

Ashk tarr Qatra Khoon Lakht-e-Jigar Para Dil    Ashk Tar Qatra-e-Khoon Lakht-e-Jigar Yaraan Dil Ek Se Ek Adad Ankh Se Behtar Nikl...

Hum Jo Insanoo Ki Tehzeeb Liye Phirte Hain

Hum Jo Insano Ki Tehzeeb Liye Phirte Hain Hum Jo Insano Ki Tehzeeb Liye Phirte Hain Hum Saa Wehshi Koi Jungle Ke Darindoo Main Nah...

Zindagi Mujh Se Mere Hisse Ka Sadqa Mange

Zindagi Mujh Se Mere Hisse Ka Sadma Mange Zindagi Mujh Se Mere Hisse Ka Sadma Mange Gum Se Be-Lag Jo Masroor Raha Barsoo Talak Zindagi Aj Wahi Phool Sa Chehra Mange Dhoop Uktai Howi Phirti Hai Sarkoon Sarkoon Mera Kamraa Hai Ke Barsoo Se Saweera Mange Chasham-dar Chashm...

Meri Dastaan-e-Hasrat Wo Suna Suna Kar Roye

Meri Dastaan-e-Hasrat Wo Suna Suna Kar Roye Meri Dastaan-e-Heerat Wo Suna Suna Ke Roye Mere Azmane Wale Mujhe Azmaa Ke Roye Koi Asaa Ahl-e-Dil Ho Ke Fasana-e-Muhabbat Main Use Suna Ke Rowoon Wo Mujhe Suna Ke Rowe Meri Arzoo Ki Dunya, Dil-e-Natwaa Ki Hassrat Jise Kho Ke...

Yeh Khamoshi Jo Ab Ke Guftgu Ke Beech Thehri Hai

Yeh Khamoshi Jo Ab Ke Guftgu Ke Beech Thehri Hai Ye Khamoshi Jo Ab Ke Guftogu Ke Bech Thehri Hai Yehi Ek Bat Sari Guftogu Main Sab Se Gehri Ha...

Tu Ke Na Waqif-e-Adabe Shehanshai Thi

Tu Ke Na Waqif-e-Adabe Shehanshai Thi  Tu Ke Na Waqif Hai Adab-e-Shehnshai Thi Raqs Zanjeer Pehan Kar Bhi Kia Jata Hai Tujh Ko Inkaar Ki Jurat Jo Howi To Kun Kar Saya-e-Shah Main Istarah Jiya Jata Hai Ahl-e-Sarwat Ki Yeh Tajveez Hai, Sar-Kash Larki Tujh Ko Darbar Main...

Raqs Kia Kabhi Shorr Machaya Pehli Pehli Barish Main

Raqas Kia Kabhi Shor Machaya Pehli Pehli Barish Main Raqas Kia Kabhi Shor Machaya Pehli Pehli Barish Main Main Tha Mera Pagal Pan Tha Pehli Pehli Barish Main Ek Akela Main Hi Ghar Main Khofzada Sa Betha Tha Warna Shehar To Bheg Raha Tha Pehli Pehli Barish Main Ane Wale...

Ab Wo Manzar, Na Wo Chehre Hi Nazar Ate Hain

Raqas Kia Kabhi Shor Machaya Pehli Pehli Barish Main Ab Wo Manzar, Na Wo Chehra Hi Nazar Ate Hain Mujh Ko Maloom Na Tha, Khawaab Main Mar Jate Hain Jane Kis Haal Main Hum Hain Ke Hamen Dekh Ke Sab Ek Pal Ke Liye Rukte Hain, Guzar Jate Hai...

 

Copyright @ 2013 Poetry.